Hello! Dosto, aapka firse Alertsvala.com par swagat hai. Aaj me apko Sukanya Yojana Details me batane vala hu. me aapko ye sari jankari Sukanya Yojana Details in Hindi me dene vala hu. is article ko pura details me padhe jisase apko koi doubt na rahe.
Table of contents
Sukanya Yojana details me Jane
Agar apke ghar me koi apki beti hai jo abhi padhai kar rahi hai. Aap agar uske shadi aur padhai k kahrche nikalna chahte hai to aapke liye sujanya yojana best hai.
Sukanya Yojana kendra sarkar ne bahar nikali hai. aagar apki bacchi choti hai matlab 10 saal ki hai aur aap uske kharche aur uchh siksha sath hi me shadi ke kharche nikalne ke liye yah yojana best hai aap isme invest kar sakte hai.
is yojana me sabhi log invest kar sakte hai. agar aap share markate me invest karte hai aur jo fixed diposite me invest kar rahe hai agar aap vo nahi karna chahate to aapke liye ye ek best option ho sakta hai.
Sukanya Samridhhi Yojana Kya hai?
Yah yojana kendra sarkar ne choti betio ke liye launch ki he. Jiske tahat beti badi hokar apne kharche khud nikal sakti hai.
Yah Yojana beti bachao – beti padhao ke tahat launch ki gai thi, jisme kam paise me jyada vyaj(interest) milta hai.
SSY me abhi 7.2% ka vyaj apko milta hai joki sabse jyada hai. Pahle SSY me logo ko 9.2% vyaj mitla tha.
Yah Yojana un logo ke liye hai jo choti-choti bachat karke apni beti ki shadi aur padhai ke kharche nikal sakte hai. Sukanya Samridhhi Yojana bahut hi kam rakam me open ho jata hai,
SSY account SBI, HDFC aur kisi bhi bank me open kar sakte hai.
Sukanya Samrudhhi Yojana account kaise open karaye?
SSY account koi bhi open kar sakta hai aur kisi bhi bank me open kar sakta hai.

Eligibility of Sukanya Yojana Account:
- Yah account sirf betio ke liye hi open ho sakta hai.
- Aapki beti 10 saal se choti honi chahiye
- Multiple sukanya account not allowed.
- ek family me sirf do account hi open ho sakte hai [Sukanya Accounts].
Yah account minimum 250rs. se open ho sakta hai aur aap usme 1.5 lakh rupees tak bhi jama kar sakte hai.
Read ThisЁЯСЙЁЯП╗ Family Status in Hindi for Whatsapp
Yah SSY account open karne k liye apko Post Office or bank ki visit karni padegi.
Sukanya Yojana account ki maryada[Time Period] jab tak apki beti 21 saal ki ho jaye or yato aapki beti ki shadi 18 saal ki hone ke bad ho jaye tab taj chalaya jata hai.
Sukanya Samrudhhi account jaruri Documents:
- Apki beti ka birth certificate
- Aadhar card
- 2 photos agar mange to.
upar diye gaye sare documents ko apko apne Bank / post office me jama kar sakte hai.
Jab account open ho jaye uske bad agle mahine se aapko 100 Rs. hafta dalna hai ye yad rakhna hai. aap apni beti ka aacount jab vo 9 saal ki ho tabse open kara sakte hai.
Agar aapk kisi vajah se koi mahine ka ya kai mahine ke hapte chuka nahi paye to aap 50Rs. penalty de ka regular kar sakte hai.
agar aap penalty nahi chukate to aapka vyaj sirf 4% ke asapas apko milega.
yaha par me aapko ek chart / photo me dekh sakte hai ki kis tarah se interest calculate hota hai.

Sukanya Samrudhhi account ki sarate:
- agar account owner ki shadi 21 ke pahle ho jati hai to account me koi rakam jama nahi karai ja sakti.
- Agar account owner apna account 21 saal ke bad bandh karva rha hai to usko yah proof dena padega ki unki age(umra) 18 se jyada hai aur sath me passbook lekar bank account se unko apni sari rakam interest ke sath mil jayegi.
- Yah account sirf bharatiya nagrik ka hi open ho sakta hai. jo yaha par rahta ho.
- Tenali Raman Stories in Hindi
Upar di gai sari jankari inditimes.com aur reserve bank ki website se jutai gai hai. Aam logo ko padhne me aashani ho aur samaj paye isiliye in bhasha me translate ki gai hai.
рдореЗрд░рд╛ рдирд╛рдо рд╡рд┐рдХреА рд╣реИред рдореЗрдВ рдЗрд╕реА рддрд░рд╣ рдХреА рд╣рд┐рдВрджреА рдХрд╣рд╛рдирд┐рдпрд╛ , рд╣рд┐рдВрджреА рдЪреБрдЯрдХреБрд▓реЗ рдФрд░ рд╕реЛрд╢рд▓ рдореАрдбрд┐рдпрд╛ рд╕реЗ рд╕рдВрдмрдВрдзрд┐рдд рдЖрд░реНрдЯрд┐рдХрд▓ рд▓рд┐рдЦрддрд╛ рд╣реБред рдпрд╣ рдЖрд░реНрдЯрд┐рдХрд▓ тАЬSukanya Yojana Details: Eligibility, Interest Rate, BenefitsтАЭ рдЕрдЧрд░ рдЖрдкрдХреЛ рдкрд╕рдВрдж рдЖрдпрд╛ рд╣реЛ рддреЛ рдЕрдкрдиреЗ рджреЛрд╕реНрддреЛрдВ рдХреЗ рд╕рд╛рде рд╢реЗрдпрд░ рдХрд░реЗ рдФрд░ рд╣рдореЗ рдлреЗрд╕рдмреБрдХ, рдЗрдВрд╕реНрдЯрд╛рдЧреНрд░рд╛рдо, рдЯреНрд╡рд┐рдЯрд░ рдЖрджрд┐ рдореЗрдВ рдлреЙрд▓реЛ рдХрд░реЗред
рдзрдиреНрдпрд╡рд╛рджредтЭдя╕П