True Caller: Most important things you need to know

Hello Dosto! Alertsvala.com par phirse aap sabka swagat hai. aaj ham True caller ke bare me bat karne vale hai. True caller ki kuch aishi bate jo True caller ka upyog karne se pahle janana jaruri hai. jaise ki how to change true caller name, how to hide last seen in true caller, what is last seen in true caller, true contact – real caller id, true caller last seen means aur iske jaise bahot se topic hai jis par aaj ham baat karne vale hai.

True caller is jamane me ek jaruri yani ek essential tool ban gya hai. Aap kisi ke bhi phone me dekhoge to kuch khas apps nhi milenge lekin true caller jarur milega.

True caller ka upyog log unknown number ko identify karne ke liye karte hai. jab bhi koi unknown number ka call apke phone par aata hai to true caller uska name bata deta hai.

True caller ke pass bahut sare logo ka data hai isiliye kisi k phone me to voh number save hota hi isiliye voh name apko bata deta hai.

Is True caller safe?

May be, ham sure nhi kah sakte kyoki ye ek Indian company nahi hai. True caller ek Sweden ki company hai. Alan Mamedi and Nami Zarringhalam ne true caller ko 2009 me banaya tha aur pahle windows phone pr launch kiya tha.

aab me apko kuch tips and tricks batane vala hu true caller ke bare me, and some solution batane vala hu kuch important problems ke.

Agar aap janaja chahte ho ki How to hack instagram to voh article bhi aapko Alertsvala par mil jayega.

What is last seen in True caller?

last seen ka matlab aapka akhri time jab aap true caller par online the. Agar aapne 12:01 par true caller ko exit kiya tha to apka last seen 12:01 ho jayega.

How to hide Last seen in true caller?

True caller me last seen sirf simple 4 steps me kar sakte hai.

  1. Open True caller and click on top-left 3 lines.

2. Click on the “Settings” option.

3. Click on last-second option “Privacy Center“.

4. Disable “Availability” option.

Congratulation🎉 you hide your last seen in true caller successfully.

How to change name in True caller id?

True caller me name change karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kijiye.

  1. Open True caller and click on top-left 3 lines.

2. Click on “Pencil Icon” below the profile picture.

3. change you “First Name” and “Last Name” and anything you want.

Congratulation🥳 you successfully changed your name in true caller.

True caller 2009 me sirf Microsoft windows phone ke liye hi launch hua tha. Bad me True caller Android aur ios ke liye bhi launch hua. True caller in teen operating systems ke aalava kisi aur os me available nahi hai. yaha tak ki black berry me bhi true caller available nhi hai.

True caller ki official website truecaller.com hai agar apko koi unknown number check karna hai true caller install kare bina to aap true caller ki website par jakar check kar sakte hai.

True caller me bahut sare feature hai jaise ki,

👉🏻 Unknown Number Identification

👉🏻 Spam Blocking – calls, SMS, etc.

👉🏻 Banking System

👉🏻 Recording Phone calls

👉🏻 Categorised calls, sms and spam sms and sms.

True caller me dark theme ka bhi support aa gya hai jiasase true caller ki theme aur bhi achi ho gai hai.

True caller me bahut sare feature hai aur ek bar data breach hone se true caller ne apne algorithms ko aur bhi improve kar diya hai.

मेरा नाम विकी है। में इसी तरह की हिंदी कहानिया , हिंदी चुटकुले और सोशल मीडिया से संबंधित आर्टिकल लिखता हु। यह आर्टिकल “True Caller: Most important things you need to know” अगर आपको पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ शेयर करे और हमे फेसबुकइंस्टाग्रामट्विटर आदि में फॉलो करे।

धन्यवाद।❤️

2 thoughts on “True Caller: Most important things you need to know”

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.